I
Tareef b kya Karu uski jiski tareef Khuda na Kar paye
Tareef b kya Karu uski jiski tareef Khuda na Kar paye
Bas khoobsurat keh Sakta hu, isse jyaada lavz e aam kya keh paye
II
Kehte rahein kuch kuch kehte rahein
Raahein rahein ya na rahein
Rahenge raahi saath hamesha, bas yahi tum se kahein.
Raahein rahein ya na rahein
Rahenge raahi saath hamesha, bas yahi tum se kahein.
No comments:
Post a Comment